Juma Ki Ahmmiyat - Quran Aur Hadees Ki Roshni Mein

Juma Ki Ahmmiyat - Quran Aur Hadees Ki Roshni Mein


 Juma Ki Ahmmiyat - Quran Aur Hadees Ki Roshni Mein

Jumma ka din Islam me bohot ziada ahmiyat rakhta hai. Quran me Allah farmata hai:


"Ae Imaan walo! Jab Jumma ke din namaz ke liye azaan di jaye, to Allah ki yaad ki taraf daud pado aur tijarat chod do, yeh tumhare liye behtar hai. agar tum samajh rakhtay ho."

(Surah Al-Jumu'ah 62:9)


Nabi Kareem ﷺ ne farmaya: "Jumma ka din sab dinon ka sardar hai, yeh sab se behtar din hai."

(Ibn Majah)

Is din ek ghadi aisi hoti hai jisme dua qubool hoti hai. Is liye har Musalman ko is din ki azmat samajhni chahiye aur ibadat mein mashgool rehna chahiye.

Post a Comment

0 Comments